Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Muskurana bhool jata hai
Zindagi me ek waqt aisa bhi aata hai jab sab kuch thik hone ke baad bhi INSAAN muskurana bhool jata hai
ज़िंदगी में एक वक़्त ऐसा भी आता है जब सब कुछ ठीक होने के बाद भी इंसान मुस्कुराना भूल जाता है
Title: Muskurana bhool jata hai
Do pal ki yeh zindagi || Gum e zindagi
Do pal ki yeh zindagi ,ekpal me hojata tabah
yuhi bewajah khud se hi khud hojate khafa
jeeke v maut ka manjar najar aata ek dafa
dil me dard rkh k muskurate honth ,yeh aankhen hai unki gawah
Ulzhi si yeh zindagi ko suljha de tuhi e khuda
jeeke v na jee paau mein, krde mujhko mujhse juda
