
Fizool nahi zindagi to shabab si van gayi hai..!!
Enjoy Every Movement of life!

Aksar Hum Apni Raat Yun Barbaad Karte Hain
Baith Ke Kisi Kone Me Unko Yaad Karte Hain
Unke Wapis Aane Ki Ummid Toh Chhod Di Kab Ki
Phir Bhi Na Jane Kyu Hum Apna Waqt Barbaad Karte Hain
Mohobbat ki talash mein nikle ho tum
Are o pagl…
Mohobbat khud talash karti hai
Jise barbaad karna ho🙃✌
मोहब्बत की तलाश में निकले हो तुम
अरे ओ पागल…
मोहब्बत खुद तलाश करती है…
जिसे बर्बाद करना हो🙃✌