Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Muqammal rishta || woh sakhsh chahiye
“Adhure Se Rishto ki khwahish nhi ab mujhe..
kre jo Wajud ko muqammal mere,
wo shaksh chahiye….”
By Nazreen khan…
Title: Muqammal rishta || woh sakhsh chahiye
Sapno ki udaan || two line Hindi shayari
Sapno ke aasmaan mein tabhi udaan hoti hai
Jab haqeeqat ki zameen se pairon ki pehchaan hoti hai ✌️
सपनों के आसमान में तभी उड़ान होती है
जब हकीकत की ज़मी से पैरों की पहचान होती है✌️
