Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Har koi badalta hai || true lines || best hindi shayari
Badlna to savbhav sabka hai
Koi badlne ke liye badlata hai to koi badalne par badlata hai💯
बदलना तो स्वभाव सबका है
कोई बदलने के लिए बदलता है तो कोई बदलने पर बदलता है💯
Title: Har koi badalta hai || true lines || best hindi shayari
Talash khud ki || hindi shYari
Har roj talashti hu khud ko
Hu shayad mein bhi yahi kahi
Milu gum shayad kisi khayal mein
Khojti hu khud ko khud hi ke swaal mein 🥀
हर रोज तलाशती हू खुद को ,
हू शायद मैं भी यहीं कहीं,
मिलु गुम शायद किसी ख्याल में,
खोजती हु खुद को खुदी के सवाल में,🥀
