Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Sab kuch gawa kar baitha hun || sad shayari
Kuch paane ki khwahish thi,
Ab sab kuch gwa kar baitha hun
Kaise nazrein milayu zamane se mein
Bas abhi abhi,
Mein apna ghar jala kar baitha hun…💔
कुछ पाने की ख़्वाहिश थी,
अब सब कुछ गंवा कर बैठा हूँ,
कैसे नज़रें मिलाऊ ज़माने से मैं,
बस अभी अभी,
मैं अपना घर जला कर बैठा हूँ…💔
Title: Sab kuch gawa kar baitha hun || sad shayari
inni mohabbat de || sad hindi maut shayari
Maut nu khushi se gale laga lenge aye raba,
bas do char saans di aur mohallat de de,
wo beshak kare nafrat kuchh lamho de waste,
mohabbat da ehsaas rahe bas inni mohabbat de de
