Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Humne bhi keh diya alwida || sad shayari
Aaj hmne b keh diya alwida..
Us shakhs ko..
Jiske pass hamari bat sunne tk ka waqt nhi..!!

sad whatsapp video status || hindi shayari in female voice || kaash tu zindagi mein aaya na hota
kaash tu zindagi mein kabi aaya na hota
zindagi mein aakr muje pagl bnaya na hota
dene the ansu is ishq k safar mein
to shuruaat mein muje hsaya na hota
pyar kya hai j tune muje smjaya na hota
kaash ye dil mohobbt ka staya na hota
jis pl shuta tha tera hath mere hathon se
kaash vo lamha zindagi mein kabi aaya na hota
