Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Navodaya ka zamana school life jnv || hindi shayari
yaad aa raha hai navodaya ka wo zamana
Achanak se barish ka aa jana
Aur girls mess mein dinner k liye jana
Dinner toh tha mehaz ek bahana
asal mein har bar tumne hi dekne aana
Title: Navodaya ka zamana school life jnv || hindi shayari
Tu Sath ho to || hindi shayari || love shayari
Har rasta aasan ho jata hai
Tu Sath ho to dukho Ka pahad bhi phoolon ka bazar ho jata hai 😊
हर रास्ता आसान हो जाता है,
तू साथ हो तो दुखों का पहाड भी फूलों का बाजार हो जाता है😊
