Ab fark nhi padta kon sath hai or kon nhi hai
Kyunki mene zindagi mein unhe bhi khoya hai
jinhe main apni zindagi mana krta tha
Enjoy Every Movement of life!
Ab fark nhi padta kon sath hai or kon nhi hai
Kyunki mene zindagi mein unhe bhi khoya hai
jinhe main apni zindagi mana krta tha
Tere baad teri cheezon ka khayal rakha
Aansu se lekar rumaal bhi sambhal rakha ❤️
Aur kuch yun mohobbat thi hmari tumse
Humne teri yaad mein teri yaad ko bhi sambhal rakha 🤗
तेरे बाद तेरी चीजों का ख्याल रखा
आंसू से लेकर रूमाल भी संभाल रखा❤️
और कुछ यू मोहबात थी हमारी तुमसे
हमने तेरी याद में तेरी याद को भी संभाल रखा।🤗
