Skip to content

zindagi || hindi shayari || life shayari

Har bar satati he zindagi 
khush hone k foran bad rulati he zindagi
kabhi gam me khushi ka dikhava he zindagi
kabhi khushi me gamzada he zindagi🙌

हर बार सताती है ज़िन्दगी
खुश होने के फौरन बाद रुलाती है जिंदगी
कभी गम में खुशी का दिखावा है जिंदगी
कभी खुशी में ग़मज़दा है जिंदगी🙌

Title: zindagi || hindi shayari || life shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bahut royeyaa woh || dard Shayri

Bahut roya wo mere pass aa kar

jab use apni galti ka ehsaas hua

chup ham bhi Kara lete agar

hamare chehre par kafan na hota

Title: Bahut royeyaa woh || dard Shayri


Ki Tuhanu Azad Keeta || sad shayari

Roohan Da Pyar Pa Ke…Oh Tur Gaye,
Keh Gaye….

“Ki Tuhanu Azad Keeta”,
Par Ohna Azad HoKe Ki Karna….

Jina Nu…..
Tusi Rooha Tak Barbad Keeta

Title: Ki Tuhanu Azad Keeta || sad shayari