Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Zindagi ka safar❤️ || hindi shayari
Kuch der ke safar mein kya rakha hai
Kabhi zindagi ke safar mein aake dekho☺️
Vo lamhe nahi bhool payoge
Jo hmare sath safar mein bitayoge 🤭
कुछ देर के सफर में क्या रखा है
कभी जिंदगी के सफर में आके देखो☺️
वो लम्हे नही भूल पाओगे
जो हमारे साथ सफर में बिताओगे 🤭
Title: Zindagi ka safar❤️ || hindi shayari
Bure wqt me badle hue log || 2 lines life truth hindi
Bure waqt to badal jaata hai
lekin bura waqt aur bure waqt me badle huye insaan yaad reh jaate hai
बुरे वक्त तो बदल जाता हैं,
लेकिन बुरा वक्त और बुरे वक्त मे बदले हुए इंसान याद रह जाते हैं।
