Skip to content

Zindagi ka dastoor || hindi thoughts

😌 raat ki neend udi, na din mein soya jata hai
Zindagi ka dastoor hai, mere dost
Kuch paane ke liye kuch khoya jata hai 🙂🙂

😌 रात की नींद उड़ी, न दिन में सोया जाता है।
जिंदगी का दस्तूर है , मेरे दोस्त,
कुछ पाने के कुछ खोया जाता है।🙂🙂

Title: Zindagi ka dastoor || hindi thoughts

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Stree swabhimaan || Hindi shayari

Hindi shayari || Stree jante ho kya hai...Jo aadmi ke toote button se lekar aadmi ke toote atam vishvaas tak ko jod de 💯
Stree jante ho kya hai…Jo aadmi ke toote button se lekar aadmi ke toote atam vishvaas tak ko jod de 💯




Rishte naam ke || sad but true lines || hindi shayari

Thoda waqt beet jaane de,
Jo chehra itne khaas the,
Woh chehre bhi aam nazar aayenge,
Jo lagta tha mohabbat hai,
Wahi risthe sirf naam ban ke reh jayenge.🙃💯

थोड़ा वक्त बीत जाने दे
जो चहरे इतने खास थे
वो चहरे भी आम नज़र आएंगे
जो लगता था मोहोब्बत है,
वही रिश्ते सिर्फ नाम बन के रह जाएंगे.🙃💯

Title: Rishte naam ke || sad but true lines || hindi shayari