Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mashroof ho shayad || hindi shayari
Bhut mashruf ho shayad, jo hum ko bhool bethe ho,
Na ye pucha kaha pe ho, na yeh jana ke kaise ho💔
बहुत मशरूफ हो शायद, जो हम को भूल बैठे हो,
न ये पूछा कहाँ पे हो, न यह जाना कि कैसे हो।💔
Title: Mashroof ho shayad || hindi shayari
Ujala zindagi mein || sad shayari || two line shayari
Manga tha thoda sa ujala zindagi mein,
Par chahne walon ne to aag hi laga di..
माँगा था थोड़ा सा उजाला जिंदगी में,
पर चाहने वालो ने तो आग ही लगा दी।
