Skip to content

Zindagi me intezaar || Punjabi and hindi shayari love

Mathe ki bindi me tera naam hoga
mere kanna di baaliyaa R aur I honge
mere galle me Y aur A ka haar hoga
aur mere mathe ka teeka z hoga
mere dil me riyaaz tere lai
pyaar nahi par zindagi me intezaar hoga

ਮੱਥਾ🌝 ਕਿ ਬਿੰਦੀ 🎎ਮੇ ਤੇਰਾ🤫 ਨਾਮ ਹੋਗਾ ,
ਮੇਰੈ 😍ਕੰਨਾਂ ਦੀ baliyan R ਓਰ I ਹੋਂਗੇ,
ਮੇਰੈ gahle ਮੇ Y ਓਰ A ਕਾ ਹਾਰ ਹੋਗਾ
ਉਰ ਮੇਰੈ ਮੱਥਾ ਕਾ ਟੀਕਾ Z ਹੋਗਾ,
ਮੇਰੈ dil ਮੇ ਰਿਆਜ਼ ਤੇਰਾ
ਲਈ ਪਿਆਰ ਨਹੀਂ ਪਰ ਮੇਰੀ ਜਿੰਦਗੀ ਮੇ intezar ਹੋਗਾ

Title: Zindagi me intezaar || Punjabi and hindi shayari love

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tu na hoti || sad hindi shayari || broken shayari

Tujhe milkar yun lga ki tujhe na milte to ascha hota
Aur bichadkar yun laga ke kuch din aur sath reh lete to ascha hota
Aur is lagne mein sari umar gwa chuke hain hum
Ab lagta hai ke tuhi na hoti to ascha hota 💔

तुझे मिलकर यू लगा की तुझे ना मिलते तो अच्छा होता
और तुझसे बिछड़कर यू लगा की कुछ दिन और साथ रह लेते तो अच्छा होता
और इस लगने में सारी उमर गवा चुके है हम
अब लगता है कि तू ही न होती तो अच्छा होता💔

Title: Tu na hoti || sad hindi shayari || broken shayari


chupake chupake || Sad shayari on love

chupake chupake pahale vo zindagee mein aate hain,
meethee meethee baaton se dil mein utar jaate hai,
bach ke rahana in husan vaalon se yaaro,
in kee aag mein kaee aashik jal jaate hain…

चुपके चुपके पहले वो ज़िन्दगी में आते हैं,
मीठी मीठी बातों से दिल में उतर जाते है,
बच के रहना इन हुसन वालों से यारो,
इन की आग में कई आशिक जल जाते हैं…

Title: chupake chupake || Sad shayari on love