Skip to content

Zindagi || motivational shayari

Hindi motivational shayari || zindagi hindi shayari



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tera kiya tujh par bhi aaega (Karma) || true lines || life hindi status

Ye waqt badaa taakatvar hai janaab
Ek din khudko dohraaega
Bhut jakhm diye hain tune mujhe
Tera kiya tujh par bhi aaega… 💯

ये वक़्त बड़ा ताकतवर हैं जनाब
एक दिन खुदको दोहराएगा
बहुत जख्म दिये हैं तूने मुझे
तेरा किया तुझपर भी आएगा।। 💯

Title: Tera kiya tujh par bhi aaega (Karma) || true lines || life hindi status


Khairiyat || Urdu Shayari

FURSAT TO ITNI BHI NAHI TUMHE KE KHAIRIYAT POOCH LO

YOUN SHOEBA SAFAR ZINDAGI KA TAKHAIYYUL MAIN TERE KABHI KHATM HO GA NAHI

فرصت تو اتنی بھی نہیں تمھیں کہ خیریت پوچھ لو
یوں شعیبہ سفر زندگی کا تخیّل میں تیرے کبھی ختم ہوگا نہیں

Title: Khairiyat || Urdu Shayari