A SHAYARI OR FEW LINES BY (ME) RISHITA ON RISHTA OR RELATION .
RISHTE BANTE BADI ASANI SEY ,
TOOTTE HAI NADANI SEY ,
NIBHTE HAI BHUT SI KURBANI SEY ,
SAJTE HAI ISHWAR KI MEHERBANI SEY,
RISHTE NIBHAO US PAYAR SEY , KI WOH QADAR KARE HAR EHSAAS SEY ,
TODNA MAT ASANI SEY ,
DUNIYA KE BHADKANE SEY ,
NIBHANA APNE ATTOT VISHWAS SEY ,
KYUKI HAR RISHTE BANTE HAI PAYAR SEY .
KYUKI HAR RISHTE BANTE HAI PAYAR SEY .
pyaar mein mere sabr ka imtehaan to dekho,
vo meree hee baanhon mein so gae kisee aur ke lie rote rote…
प्यार में मेरे सब्र का इम्तेहान तो देखो,
वो मेरी ही बाँहों में सो गए किसी और के लिए रोते रोते…