Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Shayaro ki mehfil m bhi mera Naam hai….
Tu chhd ke gayi hai,
Kitno ki luti sham hai.
Jane kitno ke dil tode hai,
Tera yhi to ek Kaam hai.
Kehti thi kamyab na hoga kabhi;
Mere ishq ka imtihan lete the sabhi.
Arey ek dafa Nazar ghumake dekh meri jaan,
Ab to shayaro ki mehfil m bhi mera Naam hai….
–Hiral Singh
Title: Shayaro ki mehfil m bhi mera Naam hai….
Sad jajbaat punjabi shayari
Koi Halaat nai samjhda
koi jajbaat nai samjhda
gusaa taan har koi dekh lainda
guse pichhe lukeya pyar koi na samjhda
ਕੋਈ ਹਲਾਤ ਨੀ ਸਮਝਦਾ,,😔
ਕੋਈ ਜਜ਼ਬਾਤ ਨੀ ਸਮਝਦਾ,,🙄
ਗੁੱਸਾ ਤਾਂ ਹਰ ਕੋਈ ਦੇਖ ਲੈਂਦਾ,,🤦
ਗੁੱਸੇ ਪਿੱਛੇ ਲੁਕਿਆ ਪਿਆਰ ਕੋਈ ਨੀ ਸਮਝਦਾ।।💔💔
