Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dard e dil || heart touching shayari
Meri har shayari dil ke dard ko karti hai byan
Tumhari ankh na bhar aaye kahi padte padte🙃
मेरी हर शायरी दिल के दर्द को करती है बयां
तुम्हारी आँख न भर आये कही पढ़ते पढ़ते🙃
Title: Dard e dil || heart touching shayari
khafa nahi hai aapse || Shayari
KHAFA NAHI HAI AAPSE
MAGAR BEWAFA NIKLE AAP
PAGAL TO HUM THE
SAMAJDAR NIKLE AAP
– AMRUTA



