Enjoy Every Movement of life!
Mere jaise tere halat ho jai.
Tujhko mujhse aise ulfat ho jai ❤
– kab tak uh kamosh rahe ge hm dono
Aab to kuch kahne ki himmat ho jai ❤
-apne khatir tujko gamgin dekh saku
Khash mere yeh khawab hakikat ho jai ❤
koee vaada nahin phir bhee pyaar hai,
judaee ke baavajood bhee tujhape adhikaar hai,
tere chehare kee udaasee de rahee hai gavaahee,
mujhase milane ko too bhee beqaraar hai..
कोई वादा नहीं फिर भी प्यार है,
जुदाई के बावजूद भी तुझपे अधिकार है,
तेरे चेहरे की उदासी दे रही है गवाही,
मुझसे मिलने को तू भी बेक़रार है..
