Jindagi chhoti hai to kya
Hosale bulland hai (2)
Raste mushkil hai to kya
Manzil aasan hai
Kshitij ki aur tu badhta chal
Suraj tera hamsafar hai
Jindagi chhoti hai to kya
Hosale bulland hai (2)
Raste mushkil hai to kya
Manzil aasan hai
Kshitij ki aur tu badhta chal
Suraj tera hamsafar hai
Irada na tha mera door jane ka
Gairon se fariyaad na kar mere laut aane ka
Mohobbat ke lamhe bhool nhi sakte
Koi to esa zariya hota yaadon ko bhool jane ka…
इरादा न था मेरा दुर जाने का
गैरो से फ़रियाद न कर मेरे लौट आने का ।
मोहब्बत के लम्हे भूल नही सकते
कोई तो ऐसा जरिया होता यादो को भूल जाने का ।।
