Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
kya khabar thi mujhko || HIndi shayri
Kya khabar thi mujhko
Baadal itna beparwah bhi hai
Sakht Tanha kar gaya
Ab ki barsaaton mein
Title: kya khabar thi mujhko || HIndi shayri
Zindagi kahi aur hai || Hindi shayari
Sapna hai ankhon mein… magar nind kahi aur hai
Dil❤ to hai jisam mein… magar dhadkan💕 Kahin aur hai..
Kaise byan karein apna haal-e-dil ❤
Ji to rahe hain… magar zindagi kahi aur hai..
सपना है आखो में… मगर नींद कहीं और है।
दिल❤ तो हैं जिस्म में… मगर धड़कन💕 कहीं और है।।
कैसे बयान करें अपना हाल-ए-दिल❤
जी तो रहें हैं… मगर जिंदगी कहीं और है।
