
Fer khaure kidhre luk jana..!!
Hass khed lai ki pta kad
Char dina ne mukk jana..!!

Aajkal ek naya nasha kar rahe hain hum
Tere khato ko jalakar dhua dhua kar rahe hain hum
Aaj aakhri baar palkein bhiga rahe hain hum
Kal se tujhe teri yaad sabko bhula rahe hain hum 💔
आज कल एक नया नशा कर रहे है हम
तेरे खतो को जलाकर धुआं धुआं कर रहे है हम
आज आखरी बार पलके भीगा रहे है हम
कल से तुझे तेरी याद सबको भुला रहे है हम💔
Yun toh aap humse kabhi khafaa honge nai,
Par is mohobbat me kabhi kabhi khafaa hona acha hai…
Do jism, ek jaan or ye pyaar jab sacha hai,
Toh is mohobbat me kabhi kabhi khafaa hona kaafi acha hai…