Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
JEENE LAGHA HUN || Whatsapp Love Shayari Hindi
Whatsapp Love shayari in Hindi:
Lagta hai haune laghi hai mohhobat
tere har ik gam se yaara
zinda toh pehle the
lekin jeene abh laghe hai
sirf aur sirf
tere dam se yaara
Title: JEENE LAGHA HUN || Whatsapp Love Shayari Hindi
Kabhi hasa bhi to nahi || sad hindi shayari
Yun tere baad zindagi kabhi hasa bhi to nhi
Tu kab hasa tha e dil yeh yaad bhi to nhi💔
यूँ तेरे बाद ज़िन्दगी कभी हँसा भी तो नहीं
तू कब हँसा था ए दिल यह याद भी तो नहीं💔

