- Zindagi waha le gayi jaha hume jana nahi tha safar mein to nikle the par hamara koi thikana nahi tha uske jane ke baad dil laga te to Kaha laga te kya kare abh uske baad iss dil ka thikana nahi tha 🥀🥀
Enjoy Every Movement of life!
Ja chuke ho to yaad rkhna
Ki ja chuke ho to yaad rkhna
lot ke bhi mt aana
Dubara pyar karenge
ye umeed bhul kr bhi mt jgana
Yun toh aap humse kabhi khafaa honge nai,
Par is mohobbat me kabhi kabhi khafaa hona acha hai…
Do jism, ek jaan or ye pyaar jab sacha hai,
Toh is mohobbat me kabhi kabhi khafaa hona kaafi acha hai…