Skip to content

दुआ मॉ की || dua maa ki || zindagi and maa shayari hindi

जिंदगी हाथ पकड़ कर बैठी है
मोत खड़ी हैं झोली फैलाए
खुदा भी कहता होगा मार तोह दूं इसे में
पहले दुआ मॉ की इसकी रास्ते से तोह हट जाये

—ਗੁਰੂ ਗਾਬਾ 🌷

Title: दुआ मॉ की || dua maa ki || zindagi and maa shayari hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Waqt || waqt hindi shayari

Ek waqt hi toh hai jo hamesha badal ta hai

Kitna bhi kosish karlo rukta nahi hai

Yeh kisika nahi hai gulam

Chhin ne pe aajaye toh le jaata hai sukh,chain aur aaram

Sab iske ishare par chalte hain

Jin hone manaa kiya woh jalte hain

Ye waqt kuch chhin ta hai,toh wapas bahut kuch deta hai

Jeene ka,hasne ka,pyaar karne ka phir se ek mauka deta hai

Khusiyon ki shaugaat,lamho ki baarat deta hai

Tute hue dil ke zakham ko marham deta hai

Aur pyaar karne waalon ko milne ka ek haseen mulaqaat deta hai

Title: Waqt || waqt hindi shayari


Kuj nhi bachda yaar valeyan da||dard shayari

Kive tadaf tadaf k mrde ne..
Kuj nhi bachda ethe yaar valeya da..!!
Sach dssa ro pyi ajj mein v..
Dekh k haal pyar valeya da..!!

ਕਿਵੇਂ ਤੜਫ਼ ਤੜਫ਼ ਕੇ ਮਰਦੇ ਨੇ..
ਕੁਝ ਨਹੀਂ ਬਚਦਾ ਇੱਥੇ ਯਾਰ ਵਾਲਿਆਂ ਦਾ..!!
ਸੱਚ ਦੱਸਾਂ ਰੋ ਪਈ ਅੱਜ ਮੈਂ ਵੀ..
ਦੇਖ ਕੇ ਹਾਲ ਪਿਆਰ ਵਾਲਿਆਂ ਦਾ..!!

Title: Kuj nhi bachda yaar valeyan da||dard shayari