Skip to content

मुरझा गए हो। || sad shayari || Hindi shaYari sad in love

ये किससे मोहब्बत की किताब पढ़कर आ गए हो,
दिल से निभाए जाने वाले दिल के रिश्ते में जिस्मो का प्यार ……..पगला गए हो।
तेरी वो *Badi si smile* के साथ मुस्कुराना जान ले लेता था मेरी,
तू मुझसे बिछड़कर खुश तो है ,पर सुना है मुरझा गए हो।

Title: मुरझा गए हो। || sad shayari || Hindi shaYari sad in love

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Aap hi ki khwahish thi || door || sad Hindi shayari

Ye faisla tha tumara ya zamaane ki faramiash thi….khare utare har mod par jab jab aajmaish ki….huye jo door aapse ye bhi to aap hi ki khawahish thi🥀

ये फैसला था तुम्हारा या ज़माने की फरमाइश थी….खरे उतरे हर मोड़ पर जब जब आजमाइश की….हुए जो दूर आपसे ये भी तो आप ही की ख्वाइश थी🥀

Title: Aap hi ki khwahish thi || door || sad Hindi shayari


Itni Muddat Baad || HIndi Gazal

Itni Muddat Baad #Gazal# 

Itni Muddat Baad Mile Ho
Kin Socho Mein Gum Rahate Ho

Tez Hawaa Ne Mujh Se Puchaa
Ret Pe Kya Likhte Rehte Ho

Kaun Si Baat Hai Tum Mein Aisi
Itne Achchhe Kyon Lagte Ho

Hum Se Na Poocho Hijr Ke Qisse
Apni Kaho Ab Tum Kaise Ho!

Title: Itni Muddat Baad || HIndi Gazal