Skip to content

सारा शहर लिख दिया || hindi shayari

Sara shehar likh diya ik kagaz mein,
Jise padhta gaya use mitata gya,
Aks mila bhi to khali maikhane mein,
Khudko pdhta gya khudko pilata gaya…

सारा शहर लिख दिया इक काग़ज़ में,
जिसे पढ़ता गया उसे मिटाता गया,
अक्स मिला भी तो खाली मयखाने में,
खुदको पढ़ता गया खुदको पिलाता गया….

Title: सारा शहर लिख दिया || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kya karoon || maut true love shayari

 Kya 😔karoon zindagi ka wo toh

Aise😌 hi badnam hai

Jahan Tak ji sakte hai jiyenge 😘

Maut ka namm toh aise hi badnam hai 😵‍💫

Title: Kya karoon || maut true love shayari


Nazrein gunahgaar aapki || hindi shayari || beautiful lines

Gunahgar to nazre hai aapki 
Wrna kaha ye phool se chehre naqab mangte hai😊

गुनाहगार तो नज़रे हैं आपकी
वरना कहाँ ये फूल से चेहरे नक़ाब मांगते हैं😊

Title: Nazrein gunahgaar aapki || hindi shayari || beautiful lines