Maine kab kaha mujhe gulaab dijiye
ya fir mohabbat se nawaz dijiye
Aaj bahut udaas hai dil
Gair ban ke hi sahi pr ek bar awaaz dijiye🍁
मैने कब कहा मुझे गुलाब दीजिये
या फिर मोहोब्बत से नवाज़ दीजिये
आज बहुत उदास है दिल
गैर बन के ही सही पर एक बार आवाज़ दीजिये🍁
Ab fark nhi padta kon sath hai or kon nhi hai
Kyunki mene zindagi mein unhe bhi khoya hai
jinhe main apni zindagi mana krta tha