Skip to content

Dil taan bas ik waari

Title: Dil taan bas ik waari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Log aksar raston mein shod jate || Hindi shayari

Ye mohobbat ke haadse aksar
Dil ko tod dete hai😁
Tum manzil ki baat karte ho
Log aksar raston mein sath shod dete hain😁😁

ये❤️ मोहब्बत के 🤔हादसे अक्सर🤪
दिल 💔को तोड़ देते है…😬
तुम मंजिल 🙏की बात करते 👍हो
लोग 🤔अक्सर रास्तों 😎में साथ छोड़😌 देते है😁😁

Title: Log aksar raston mein shod jate || Hindi shayari


Ye dil to pagal hai || love hindi shayari

Jab pukarna ho use to mera naam bhul jata hai
Use ishq to aata hai par karna bhul jata hai
Aur unse keh do yun muskura kar na dekhe mujhe
Ye dil to pagal hai dhadkana bhul jata hai❤️…!!!

जब पुकारना हो उसे तो मेरा नाम भूल जाता है,
उसे इश्क तो आता पर करना भूल जाता है…!!
और उनसे कह दो यू मुस्कुराकर ना देखें मुझे,
यह दिल तो पागल है धड़कना भूल जाता है❤️…!!!

Title: Ye dil to pagal hai || love hindi shayari