Skip to content

oh menu chadd ke || shayari hi shayari

Title: oh menu chadd ke || shayari hi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Wo aati hi hogi || hindi shayari

Tum jaa rahi ho to wo aati hi hogi,
Lekin Jitni bhi buri hogi tumse to kam hi hogi,
Aur tumne beech samandar main doobne ko chodd diya,
Aur wo to meri khatir sahil lekar zamana talaashti hi hogi.

Title: Wo aati hi hogi || hindi shayari


Aap hi ki khwahish thi || door || sad Hindi shayari

Ye faisla tha tumara ya zamaane ki faramiash thi….khare utare har mod par jab jab aajmaish ki….huye jo door aapse ye bhi to aap hi ki khawahish thi🥀

ये फैसला था तुम्हारा या ज़माने की फरमाइश थी….खरे उतरे हर मोड़ पर जब जब आजमाइश की….हुए जो दूर आपसे ये भी तो आप ही की ख्वाइश थी🥀

Title: Aap hi ki khwahish thi || door || sad Hindi shayari