37ala Punjabi Sad Shayari was last modified: November 10th, 2024 by 37 aala
Enjoy Every Movement of life!
Kayi chand dekhe hain kayi sitare dekhe hain
Lehron se bheege samandar ke kayi kinare dekhe hain
Aansuon mein behkar ishq sametne ka waqt bhi aaya
Mene barish mein bheege dilon ke jalte kayi nazare dekhe hain…🔥🙃
कई चाँद देखे हैं कई सितारे देखे हैं,
लहरों से भीगे समंदर के कई किनारे देखे हैं,
आँसुओ में बहकर इश्क समेटने का वक्त भी आया,
मैंने बारिश में भीगे दिलो के जलते कई नज़ारे देखे हैं…🔥🙃

