Skip to content

Galat Fehmi

Title: Galat Fehmi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dard || hindi shayari || sad but true

Dushmano ki ab kise zaroorat hai
Apne hi kaafi hai dard dene ke liye💔🙂

दुश्मनो की अब किसे जरूरत है
अपने ही काफी है दर्द देने के लिए💔🙂

Title: Dard || hindi shayari || sad but true


Meri zindagi ka khoobsurat khuab || love Hindi shayari

Mere dil ki hasraton ki awaz ho tum
Mere har haseen lamho ka hisaab ho tum 😍
Jis ke naam se halchal si mach jati hai mere dil mein
Meri zindagi ka vo khubsurat sa khuab ho tum!!🥰

मेरे दिल की हसरतों की आवाज हो तुम,
मेरे हर हसीन लम्हों का हिसाब हो तुम,😍
जिस के नाम से हलचल सी मच जाती है मेरे दिल मे,
मेरी जिंदगी का वो खूबसुरत सा ख़्वाब हो तुम!!🥰

Title: Meri zindagi ka khoobsurat khuab || love Hindi shayari