Skip to content

jo kabhi khatam na || Love 2 lines shayari

Dhadkate rahege tumahre dil ki gehraaio me din raat ham
jo kabhi khatam na ho wo ehsaas hai ham

धड़कते रहेंगे तुम्हारे दिल की गहराइयों में दिन रात हम…*💕💕
💕💕 *जो कभी खत्म न हो वो अहसास हैं हम…*💕💕

Title: jo kabhi khatam na || Love 2 lines shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Khamoshiyon Par Raaj Karte Hain

Maana Ki Tum Lafzon Ke Baadshah Ho Lekin,
Hum Bhi Khamoshiyon Par Raaj Karte Hain!

Title: Khamoshiyon Par Raaj Karte Hain


Ek taraf kua ek taraf khaayi || Hindi shayari

Meri mehfilo ki chahat, mujhe itna door le aayi hai..
Ke mehfilein talash karne mein, apno se dooriyan badh aayi hain..
Ab na apne hain na mehfilein, bas mein aur meri tanhaai hai..
Ab jate huye vapis dar lagta hai, ek taraf kua aur ek tarf khaayi hai…

मेरी मैहफिलों की चाहत, मुझे इतना दूर ले आई है..
कि मैहफिलें तलाश करने में, अपनों से दूरियां बढ़ आई हैं..
अब ना अपने हैं ना मैहफिलें, बस मैं और मेरी तनहाई है..
अब जाते हुए वापस डर लगता है, एक तरफ कुआं और एक तराफ खाई है….

Title: Ek taraf kua ek taraf khaayi || Hindi shayari