
Sohne tere khayal te sohni yaari ve..!!
Enjoy Every Movement of life!

Bahut besabri se intezaar karte hain hum,
Tumhari ek jhalak ko bekaraar marte hain hum,
Khud ko ye kehkar dilasa de diya karte hain
ke tum chahe chale bhi jao
phir bhi Tumse hi beshumaar pyar karenge hum❤
बहुत बेसबरी से इंतज़ार करते हैं हम
तुम्हारी एक झलक को बेकरार मरते हैं हम
खुद को यह कह कर दिलासा दे दिया करते हैं
कि तुम चाहे चले भी जाओ
फिर भी तुमसे ही बेशुमार प्यार करेंगे हम❤
Main kabhi kabhi ye sochta hu agar aap na hoti to kya hota
lekin itna janta hu main khush hota.