Skip to content

Teri akhan ch dekh ❤️ || two line Punjabi shayari || ghaint status

Punjabi true love shayari || Sahwein ho bin sheeshe aap nu nihara mein
Teri akhan ch dekh dekh khud nu sawara mein..!!
Sahwein ho bin sheeshe aap nu nihara mein
Teri akhan ch dekh dekh khud nu sawara mein..!!

Title: Teri akhan ch dekh ❤️ || two line Punjabi shayari || ghaint status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jeene ka tareeka || hindi shayari on zindagi

Rab se bair rakhna
Te jeene ka kaisa tareeka hai
Chehre pe jhuthi muskaan
Ye zehan zehar bhi to peeta hai.
Jeb bhari hai noto se
Payal bhi khanakte sikko ka feeta hai
Bhool gaye na.. Vajud apna
Kya jeene ka ye akhiri tareeka hai???

रब से बैर रखना,
ये जीने का कैसा तरीका है…
चेहरे पे झूठी मुस्कान,
ये ज़हन ज़हर भी तो पीता है…
जेब भरी हैं नोटों से,
पायल भी खनकते सिक्कों का फीता है…
भूल गए ना, वजूद अपना,
क्या जीने का ये आखिरी तरीका है.???

Title: Jeene ka tareeka || hindi shayari on zindagi


Apna aashiyaana bna diya

Hum dono ke rahein alag alag the

Phir bhi milkar ek raaste bana diya

Manzilein kaahe dur khade the

Aur phir bhi hum ne khawaboo mein apna ek aashiyana bana diya

Title: Apna aashiyaana bna diya