
tumko dekha aur zindagi
muskuraane lagi
ye meri dosti hai yaa
diwaangi
har soorat me teri soorat
nazar aane lagi
Enjoy Every Movement of life!

Apni Neend Ka Har Hissa Uske Naam Khaab Kardiya,
Phir Usi Ne Mera Aaram Azaab Kardiya.
Ye Majnu Wale Baal , Ye Muddato Se Na Ayi Huee Neend,
Yaar Ali Ishq Ne To Sara Kaam Kharab Kardiya.
ham ne kab maanga hai tum se apanee vafaon ka sila
bas dard dete raha karo “mohabbat” badhatee jaegee..
हम ने कब माँगा है तुम से अपनी वफ़ाओं का सिला
बस दर्द देते रहा करो “मोहब्बत” बढ़ती जाएगी..