Skip to content

Har soorat me teri soorat || love shayari image

Dil ki hasrat zubaan par aane laggi
tumko dekha aur zindagi
muskuraane lagi
ye meri dosti hai yaa
diwaangi
har soorat me teri soorat
nazar aane lagi



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Sher-e-Dard

Apni Neend Ka Har Hissa Uske Naam Khaab Kardiya,
Phir Usi Ne Mera Aaram Azaab Kardiya.
Ye Majnu Wale Baal , Ye Muddato Se Na Ayi Huee Neend,
Yaar Ali Ishq Ne To Sara Kaam Kharab Kardiya.

Title: Sher-e-Dard


ham ne kab maanga || Dard mohabbat Shayari

ham ne kab maanga hai tum se apanee vafaon ka sila
bas dard dete raha karo “mohabbat” badhatee jaegee..

हम ने कब माँगा है तुम से अपनी वफ़ाओं का सिला
बस दर्द देते रहा करो “मोहब्बत” बढ़ती जाएगी..

Title: ham ne kab maanga || Dard mohabbat Shayari