Whatsapp video status on jab koi baat bigad jaye cover by atif aslam and shirley setia with hindi shayari mix by #roop
hindi Shayari:
tere siwa kise se koi umeed ki hi nahi hamne
yahan apne matlab se hi jeete hai sabhi
duniyan kahan kisi ka saath deti hai yahan
bas tu na tanha shodna
mujhe kabhi
jab koi baat bigad jaeye
jab koi mushkil padh jaye
tum dena sath mera
oh hamnava
https://youtu.be/DT0Y4UXXgJU
Waada karte the vo k jab marenge to teri bahon mein marenge
Or aaj jeene ke liye bhi kisi or ki bahon mein chle gye..!!
वादा करते थे वो के जब मरेंगे तो तेरी बाहों में मरेंगे
और आज जीने के लिए भी किसी और की बाहों में चले गए..!!