Skip to content

Tere milne ki fariyaad || Love shayari hindi

Paas nahi ho fir bhi tumhe pyaar karte hai
dekhkar tasveer tumaahri tumhe yaad karte hai
dil me itni tadap hai
ke har waqt tere milne ki fariyaad karte hai

पास नही हो फिर भी तुम्हे प्यार करते हैं,
देखकर तस्वीर तुम्हारी तुम्हे याद करते हैं,
दिल में इतनी तड़प है,
के हर वक्त तेरे मिलने की फरियाद करते हैं! 💘

Title: Tere milne ki fariyaad || Love shayari hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ishq ka fakeer || two line hindi shayari

Mein ishq ka fakeer hu sahib
Khairaat mein chahta hun mehboob ko ❤

मैं इश्क़ का फ़कीर हूं साहिब,
खैरात में चाहता हूं महबूब को।❤

Title: Ishq ka fakeer || two line hindi shayari


jisne silja na paayea || Sayari

Jisse suljha na paiya aajtak mai,

Zindagi ek azib si paheli de gyi.

Use muskurahat pasand thi meri,

Jate jate use saath le gyi.

Title: jisne silja na paayea || Sayari