Skip to content

jitni mohobat || Sad truth || waiting for love

Jitni mohabhat mujhe usse hai usse bhi ho jaaye na
Ek waqt ke baad usse dek raha hu ye waqt yahi rukh jaaye na
Aur khuda isse meri akhri dua hi samj le ek baar woh bhi mere gale lag jaaye na

Title: jitni mohobat || Sad truth || waiting for love

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Aap hi ki khwahish thi || door || sad Hindi shayari

Ye faisla tha tumara ya zamaane ki faramiash thi….khare utare har mod par jab jab aajmaish ki….huye jo door aapse ye bhi to aap hi ki khawahish thi🥀

ये फैसला था तुम्हारा या ज़माने की फरमाइश थी….खरे उतरे हर मोड़ पर जब जब आजमाइश की….हुए जो दूर आपसे ये भी तो आप ही की ख्वाइश थी🥀

Title: Aap hi ki khwahish thi || door || sad Hindi shayari


Andhera or roshni || hindi thoughts

Hindi shayari || Andhera to bewajah badnaam hai...mujhe roshni jada buri lagti hai....andhera kho deta hai apni pehchaan...roshni jab jab jalti hai...andhera nind mukammal karta hai...roshni to use bhi thagti hai...
Andhera to bewajah badnaam hai…mujhe roshni jada buri lagti hai….andhera kho deta hai apni pehchaan…roshni jab jab jalti hai…andhera nind mukammal karta hai…roshni to use bhi thagti hai…