Skip to content

Kya Mila Hume Barbad Karke || sad alone shayari

Bahut Roya Hai Dil Unhe Yad Karke
Kuch Na Mila Rab Se B Fariyad Karke
Wo Keh Gaya Mai Na Dunga Sath Apka
Koi Puche Unhe Kya Mila Hume Barbad Karke

Title: Kya Mila Hume Barbad Karke || sad alone shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Khwaab shayari hindi

Wo ek Shaks mere Khwaab mein kya aane laga,

Har roz raat sone ka bas mujhe intezaar hone laga.

Use apni zindagi banane ki koshish mein lag gaye the hum,

Wo khwaab aisa toota ke use bhool jane ki dua mangne laga.

Title: Khwaab shayari hindi


Kya ise hi mohobbat kehte hain || mohobbat shayari || hindi shayari images

Muskura dete hain har dafa tumhe sochkar
Fir sochte hain kya ise hi mohobbat kehte hain..!!