Skip to content

Dooriyan || sad hindi shayari

Vo bichad ke humse ye dooriyan kar gyi,
Na jane kyu ye mohobbat adhuri kar gyi,
Ab humein tanhayian chubti hai to kya hua,
Kam se kam uski sari tammanayein to poori ho gyi…

वो बिछड़ के हमसे ये दूरियां कर गई,
न जाने क्यों ये मोहब्बत अधूरी कर गई,
अब हमे तन्हाइयां चुभती है तो क्या हुआ,
कम से कम उसकी सारी तमन्नाएं तो पूरी हो गई..

Title: Dooriyan || sad hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jiska dil khoobsurat hota hai || hindi shayari || true lines

Bhut milenge haseen chehre duniya ke bazar mein
Vo mukaddar se milta hai jiska dil khoobsurat hota hai..❤️

बहुत मिलेंगे हसीन चेहरे दुनिया के इस बाजार में….
वो मुकद्दर से मिलता है जिसका दिल खूबसूरत होता है..❤️

Title: Jiska dil khoobsurat hota hai || hindi shayari || true lines


Mohobbat kaha karta hai || beautiful lines || sad but true shayari

Alfazo ko padhta hai vo mere jazbaton ko kaha samjhata hai
Sirf baat karta hai mohobbat se kambakhat mujhse mohobbat kaha karta hai💯

अल्फाजों को पढ़ता है वो मेरे जज्बातों को कहां समझता है
सिर्फ बात करता है मोहब्बत से कमबख्त मुझसे मोहब्बत कहां करता हे।💯

Title: Mohobbat kaha karta hai || beautiful lines || sad but true shayari