Skip to content

Teri judai || love hindi shayari

Sochta hu teri judai me mera kaisa anjam ho gya 🍁
Mai fakat tujhe dekhne ko aaya tha..chalta hu kam ho gya ❤

सोचता हूँ तेरी जुदाई में मेरा कैसा अंजाम हो गया 🍁
मैं फ़क़त तुझे देखने को आया था…चलता हूँ काम हो गया ❤

Title: Teri judai || love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dil toh har roz toot ta hai || sad shayari

Dil toh har roz toota hai,
Bas awaz nahi ati.
Cheeq toh har roz nikalti hai,
Bas sunayi nahi deti.
Ek safar hi toh hai,
Naya sabera – nayi umeed,
Naye rasta – nayi mushkil,
Phir raat – phir wahi halat.
Umeedien toh khwab mein bhi nahi ati.
Manzil toh har baar dur hoti hai,
Thakan bhi toh har roz hoti hai.
Bas musafir ruk nahi sakti.

Title: Dil toh har roz toot ta hai || sad shayari


aabaroo kee khaatir || Shayari hindi 2 lines

beaabaroo hoke mahephil se nikal gaye ham,
kisee aur kee aabaroo kee khaatir…

बेआबरू होके महेफिल से निकल गये हम,
किसी और की आबरू की खातिर…

Title: aabaroo kee khaatir || Shayari hindi 2 lines