Jis tarah sodium ke bina salt nhi ban sakta
Usi tarah bin yaaro ke class nhi ban sakta❤😍
Enjoy Every Movement of life!
Jis tarah sodium ke bina salt nhi ban sakta
Usi tarah bin yaaro ke class nhi ban sakta❤😍

Jahan yaad na aaye teri,
Woh tanhaai kis kaam ki.
Bigde rishte na bane,
To khudaai kis kaam ki.
Beshak apni manzil tak jana hai hamein,
Lekin jahaan se apne na dikhein,
Woh oonchaai kis kaam ki..!