Skip to content

Aadat gam chupane ki || sad but true hindi shayari

Ek baat hai jo kabse humein, samajh nhi aa rhi..
Aadat gam chupane ki humse, badli nhi ja rhi..
Dekha hai logo ko bant te huye, gam dusro ke sath..
Kaash baant le mera bhi koi, ab aur chupane ki, jagah na rahi…💔

एक बात है जो कबसे हमें, समझ नहीं आ रही..
आदत गम छुपाने की हमसे, बदली नहीं जा रही..
देखा है लोगों को बांटते हुए, गम दूसरों के साथ..
काश बांट ले मेरा भी कोई, अब और छुपाने की, जगह ना रही…💔

Title: Aadat gam chupane ki || sad but true hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


WAAH RABBA!

Vadh gaye faasle, ghat gaye aitbaar tuttiyaan yariyaan waah rabba! teriyaan khedaan piyaarian

Vadh gaye faasle, ghat gaye aitbaar
tuttiyaan yariyaan
waah rabba! teriyaan khedaan piyaarian



attitude status for girls || Garwaalon ke saamne

ghar walo ke samne phone par
ladke ko ladki bana kar baat karna bhi ek talent hai…

Title: attitude status for girls || Garwaalon ke saamne