Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Zaruri Dost || dosti shayari hindi
Suna hai pathar yugon ka itihaas hota hai,
Pathar pe har kisi ka itihaas hota hai,
Aur jo hamesha saath rahe,
waisa ek dost itihaas se zaroori hota hai.
80rullah
Title: Zaruri Dost || dosti shayari hindi
Gale se lagana to mujhe || hindi shayari
Gale se lagana to mujhe
Khudko simat te dekhna Hai……!!
Bikhra hu mein har baar
Is baar sanwarte dekhna Hai……!!
गले से लगाना तो मुझे
खुदको सिमट ते देखना है..!!
बिखरा हूँ मैं हर बार
इस बार संवरते देखना है..!!



