Skip to content

Apko jo milne ka iraada || hindi shayari

आपका जो मिलने का इरादा है ये
करम हम पर कुछ ज्यादा है

किया है ये इश्क पता नही मुझको
तेरा शायर बहुत ही सादा है

दिल तो पहले ही ले लिया तुमने
अब किया जान लेने का इरादा है

Aapka jo milne ka irada hai ye

Karam hum par kuch jyada hai

Kiya hai ye Ishq pata nahi Mujhko

Tera Shayar bahut hi sadha hai

Dil toh pehle hi le liya tumne

Ab kya Jaan lene ka iraada h….!!!??

Title: Apko jo milne ka iraada || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


talab || urdu shayari

میں نہیں چاہتی انکی طلب ختم ہو

سو میں فاصلہ رکھتی ھوں ان سے

Title: talab || urdu shayari


Talash khud ki || hindi shYari

Har roj talashti hu khud ko
Hu shayad mein bhi yahi kahi
Milu gum shayad kisi khayal mein
Khojti hu khud ko khud hi ke swaal mein 🥀

हर रोज तलाशती हू खुद को ,
हू शायद मैं भी यहीं कहीं,
मिलु गुम शायद किसी ख्याल में,
खोजती हु खुद को खुदी के सवाल में,🥀

Title: Talash khud ki || hindi shYari