Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Hum kitne pagl || sad but true || sad hindi shayari
Zuban pe fool dil mein khanjar chipaye baithe hai
Hum kitne pagl hai unko khuda bnaye baithe hain🍁
जुबान पे फूल दिल में खंजर छिपाए बैठे है
हम कितने पागल है उनको खुदा बनाए बैठे है🍁
Title: Hum kitne pagl || sad but true || sad hindi shayari
Nazariya
Kaash aap samajh paate
Ke maslaah mujhme nahi
Balki aapke mujhe dekhneke
Is Nazariye me hai
Agar aap ise badalde tohh
Shayad mere saath
Aapko duniya bhi acchi lagne lage.
~sjink

