Skip to content

‘bedardi dil’

Ishq ne dil ko kya se kya banaya,
Hum chaha kar bhi apne dil ko samjha na paye!
Uske kale ghane julfo ko dekh hum ghayel ho gaye,
Ab toh hum reh Nehi payenge tumher bin,
Ao hum kho jaye sitaro ki dunia mein,
Aur wilin ho jaye apne pyaar ki mehfil mein ..

Title: ‘bedardi dil’

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


jisse rota hua na dekha ho || 2 lines sad shayari hindi

us shakhsh ka gam bhi koi soche
jise rota hua na dekha ho kisi ne

उस शख्स का ग़म भी कोई सोचे,
जिसे रोता हुआ ना देखा हो किसी ने।

Title: jisse rota hua na dekha ho || 2 lines sad shayari hindi


Ishq se bharosa uth jayega || sad hindi shayari

Galti se bhi kisi se yeh mat keh dena ki tumhe humse ishq tha
Warna logo ka ishq par se bharosa uth jayega…🖤🖤

गलती से भी किसी से ये मत कह देना की तुम्हे हमसे इश्क़ था
वरना लोगों का इश्क पर से भरोसा उठ जाएगा…🖤🖤

Title: Ishq se bharosa uth jayega || sad hindi shayari