Skip to content

Tum hote ko kaisa hota || tanhai shayari

Main aur meri tanhaai aksar ye baatein kiya karte hai ke tum hote to kaisa hota ..

Shayad jaisa socha tha sab kuchh vaisa hota main teri aur tu mera hota..

Saath hoti tere har ehsaas tera hota sukhi ret par giri baarish ki bundo sa saath tera hota 

Par ab Sochu bhi to kya Sochu jo mera tha hi nahi vo mera kaise hota 

Main or meri tanhaai aksar ye baatein kiya karte hai ki tum hote to kaisa hota …… 

Title: Tum hote ko kaisa hota || tanhai shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dhadkano mein mil jayenge || love shayari || Hindi shayari

Yaadon mein na dhundo humein, man mein hum bas jayenge
Tamanna ho agar milne ki,
To hath rakho dil par, hum dhadkano mein mil jayenge..😍

यादों में न ढूंढो हमे, मन में हम बस जाएंगे।
तमन्ना हो अगर मिलने की,
तो हाथ रखो दिल पर, हम धड़कनो में मिल जायेंगे..😍

Title: Dhadkano mein mil jayenge || love shayari || Hindi shayari


Juda ho k bhi || sad shayari hindi on dhadkan

Dhadkan meri bechen rehti hai aajkal
kyuki tere begair yeh dhadakti kam aur tadapti yada hai…😭

Title: Juda ho k bhi || sad shayari hindi on dhadkan