Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Zindagi hai badi matlabi || shayari hindi
zindagi hai badi matlabi,.
Na hame Darr tha, na pyaar,
Phir bhi hum jee rahe aise the
Ke logon ka nazariya hi badal gaya
hame dekh kar………..
Title: Zindagi hai badi matlabi || shayari hindi
Chahat ban gye ho tum || love hindi shayari
Chahat ban gye ho tum,
Ke aadat ban gye ho tum,🙈
Har saans mein yun aate jate ho
Jaise meri ibadat ban gye ho tum😇
चाहत बन गए हो तुम,
कि आदत बन गए हो तुम,🙈
हर सांस में यूं आते जाते हो
जैसे मेरी इबादत बन गए हो तुम।😇
